Deta raha faraib koi saadgi k saath,
Itna badha mazaaq meri zindagi k saath,
Shayad mili saza us jurm ki mujhe,
K tha mujhe pyaar ek apne k saath,
Wo zeher B deta raha dawa ki tarah,
Itna bura salook meri saadgi k saath,
Apna samajh k jis k liye hum ujhar gaye,
Kal shaam mil raha tha kisi ajnabi k saath.
|
Submitted By
naeem From
karachi (
03453952103 ) |
|