Main nahi hoon apne wajood main
Mujhe jaane kis nai chura liya
Mere saath rehta hai aek shakhs
Koi jaadu us nai chala diya
Meri rooh main wo sama gaya
Mujhe ishq karna sikha diya
Meri zindagi wo bana gaya
Mujhe jeena us ne sikha diya
Main tho khud se B tha na aashna
Mujhe mujhse us nai mila diya.
|
Submitted By
naeem From
karachi (
03453952103 ) |
|