|
|
|
Aabhi kuch or rahyen gay Imam parday me K horahey hain qayamat k kaam parday me Sehar say pehlay arezun ki maslihat hy yehi Huzoor say ho salam o payam parday me
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Jis ne Mun Mora Mushkil Kusha Se Door Hogaya Phir WO Khuda se Jis Ki Wabastagi Hi Nahi Hai Ab Bhi Darwaaza e Sayyida Se Dehr Me Darbadar, Zindagi Bhar Thokerain Yuhin Khata Rahega
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Mola ke malangon ki taqdeer hay Jannat!!!!
Hasnain Shareefain ki jageer hay Jannat!!!!
Jannat ki zarorat ho jisay mangay Dua woh!!!!
Mere liye har Majlis-E-Shabbir hay Jannat!!!!
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Tamanah yeh mere ta umar-e- zindagi rahe gi Her namaz main bas yehi dua Allah kay guzar rahe gi Shamil mujhe karley MOla apni foj main Phir dekhna kis Munkir-e-Ali(A.S) ki garden dhar per rahe gi
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Apnay Dukhoon mein aya jo SHAHBIR(A.S) ka khayal Shikwa tarap ke shukar mein tabdeel hogaya Har ghum mein KARBALA ne sahara diya humay Har ghum GHUM e HUSAIN(A.S) mein tehleel ho gaya
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Farzand-e-Ali Imam Hussain a.s. Ne Fermaya.
Aisay Shakhs Per Zulm Keray Say Muhtat Reho Jiss Ka ALLAH K Siwa Koe Na Ho.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas(AS) kehte hein Lagay jo Saani-e-Haider(AS) usay Abbas(AS) kehte hein Alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider(AS) Alam gaaray jo pani par usay Abbas(AS) kehte hein
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Allah woh bhi waqt zamaney me laye ga Dhonday say bhi nishan na batil ka payega Khamosh is tarhan say jo rahey gi Kitab e Haq Duniya me bolta huwa Quran Ayega
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Apass mein ye bool rhaay soorma dar ka maray ... Is dunya mein jeenay ka ab khatam hooway din pyaray ... Tayyar kero jaldi Ab qabr mein janay ke... Ye Dhoom Hai Maidan e Usi Sher Ke Aane Ki
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Daagh e Matam jo seenay se laga rakkha hai Dil ko Mola ka aza khana bana rakkha hai Mushkilo soch k aana mere ghar ki jaanib Meine Ghazi(AS) ka alam ghar pe laga rakkha hai
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|