|
|
|
BUS REHNE DO Ansu Jo Beh Rahay Hein Inhein Behne Do Ye Keh Rahay Hein Dil Ki Baat Kehne Do Bohat Be-Wafa Ho Tum Ye Hum Ko Hai Maaloom Tum Apni Wafa Ki Baat Apne Tak Hi Rehne Do Mila To Kiya Mila Tumhein Chaahanay Ke Baad Bus Dukh Hi Seh Rahein Hein Humein Sehne Do Tum Ne To Keh Daala Sab Haal-E-Dil Apna Ab Mujh Ko Apni Daastaan Bhi Kehne Do Merr Hi Gaye Auron Ke Liye Hum Tum Apni Khaatir Hum Ko Zinda Rehne Do..
|
Submitted By
Naveen From
Karachi (
03212784787 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Wo pyar ka sabut dikhaya karta tha.
Ansu baha kr hame manaya karta tha.
Ye zindgi srf tum se wabasta hay.
Aksar ye bat hame bataya karta tha.
Uski bato me kuch aisa asar tha,
me barish k bina hi bheeg jaya karta tha.
Sone ki fursat kise thi.
wo hame sari rat jagaya karta tha,
Becheni jab had se barh jati thi.
wo g bhar k gale lagaya karta tha.
Wo itni muhabat karne wala badal gaya.
Jo hr bat par meri qasam khya karta tHA.
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
BUS REHNE DO
Ansu Jo beh rahay hein inhein behne do
Ye keh rahay hein
dil ki baat kehne do
Bohat be-wafa ho tum
ye hum ko hai maaloom
Tum apni wafa ki baat apne tak hi rehne do
Mila to kiya mila tumhein chaahanay ke baad
Bus dukh hi seh rahein hein humein sehne do
Tum ne to keh daala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehne do
Merr hi gaye auron ke Liye hum
Tum apni khaatir hum ko zinda rehne do..
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Kabhi Unka Naam Leina"
Kabhi Unki Baat Kerna"
Mera Zooq Unki Chahat,
Mera Shoq Un Pe Marna"
Kabhi Chalte Chalte Thamna Or Tham K Beith Jana"
Kabhi Larkhara K Girna,
Or Gir K Phir Sambhalna"
Kabhi Raat Raat Rona,
Kabhi Din Charhe Sisakna"
Kabhi Darya Darya Rehna,
Kabhi Boond Ko Tarasna"
Raha ishq Se Hamesha,
Koi Wasta Hai Apna"
Yahi Zindagi Hai Apni"
Yahi Rasta Hai Apna.
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
ab tak to nuur-o-niKhat-o-rang-o-sadaa kahuN
main tujh ko chhuu sakuN to Khudaa jaane kyaa kahuN
lafzon se un ko pyaar hai mafhuum se mujhe
vo gul kahen jise main teraa naqsh-e-paa kahuN
ab justajuu hai terii jafaa ke javaaz kii
jii chaahataa hai tujh ko vafaa aashnaa kahuN
sirf is ke liye ke ishq isii kaa zahuur hai
main tere husn ko bhii sabuut-e-vafaa kahuN
tuu chal diyaa to kitane haqaa_iq badal gaye
najm-e-sahar ko marqad-e-shab kaa diyaa karuN
kyaa jabr hai ke but ko bhii kahanaa pade Khudaa
vo hai Khudaa to mere Khudaa tujh ko kyaa kahuN
jab mere muh mein merii zubaN hai to kyuN na main
jo kuchh kahuN yaqin se kahuuN barmalaa kahuN
kyaa jaane kis safar pe ravaN huN azal se main
har khawab ko ek nai ibtidaa kahuN
ho kyuN na mujh ko apane mazaaq-e-suKhan pe naaz
Gaalib ko kaainaat-e-suKhan kaa Khudaa kahuN
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Agar dard-e-muhabbat se na insaaN aashnaa hotaa
na marne kaa mazaa hotaa, na jiine kaa mazaa hotaa
.
HazaaroN jaan dete haiN butoN kii be-vafaa?ii
par agar un meN se ko?ii baa-vafaa hotaa to kyaa hotaa
.
Agar dam bhar bhii miT jaatii Khalish-Khaar tamannaa
dil hasrat talab ko apnii hastii hai gilaa hotaa
.
Ye maanaa be-hijaabaanaa nigaaheN qah?r kartii haiN
magar husn-e-hayaa parvar kaa aalam duusraa hotaa.
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Tarash kar mere bazu uraan chor gaya,
hawa ke paas wo barhana makan chor gaya,
rifaqaton ka meri usko dhayan kitna tha,
zameen le li magar asman chor gaya,
ajeeb shakhs tha barish ka rang daikh ke bhi,
khulay dareechay pe ik phool daan chor gaya,
jo badalon se bhi mujhko chupa ke rakhta tha,
barhi hai dhoop to be saaibaan chor gaya,
oqab ko thi gharaz fakhta pakarne se,
jo gir gai to yunhi neem jaan chor gaya,
na jaane kon sa asaib dil main basta hai,
k jo bhi thehra wo akhir makaan chor gaya,
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Tarash kar mere bazu uraan chor gaya,
hawa ke paas wo barhana makan chor gaya,
rifaqaton ka meri usko dhayan kitna tha,
zameen le li magar asman chor gaya,
ajeeb shakhs tha barish ka rang daikh ke bhi,
khulay dareechay pe ik phool daan chor gaya,
jo badalon se bhi mujhko chupa ke rakhta tha,
barhi hai dhoop to be saaibaan chor gaya,
oqab ko thi gharaz fakhta pakarne se,
jo gir gai to yunhi neem jaan chor gaya,
na jaane kon sa asaib dil main basta hai,
k jo bhi thehra wo akhir makaan chor gaya,
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
'Aana meri qabar per do phool chadha jana
Rona na aye muskurke chale jana meri qabar pe ek baar zaroor ana
Mager shart hai ansoo na bahana
Taklif hogì rooh ko bhi aansoo jo aapke niklenge
Rooh royegi meri rooh ko na tadpaya karna
Tere khuwabom mein aya karunga zaroor kabhi yaad karke meri mohabat ko aazmaya karna
Meri qabar pe phool na chadhana ansoovon ke
Bas aakar qabar pe apni mohabat ka saya karna
Meri dua hai tera ghar khushboo se bhara rahe
Tun khushi ki har mehfil mein jaya karna
Meri yaad mein na khona kabhi udaas hokar
Apne humsafar ki agosh mein sojaya karna
Kabhi roker mat pukarna mujhae
Main whan se wapis nahi avunga.(rizwan jani mangi)'
|
Submitted By
afzal From
hyd (
03003797566 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Nasha Hum Karte HaiN,
Ilzam Sharab Ko Dia Jaata Hai,
Magar Qasoor To Un Ka Hai, Aass..
Jin Ka Chehra Hamen,
Har Jaam Mein Nazar Aata Hai..
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|