|
|
|
jaam kadva hai, magar itana nahi ki piya na jaye, jindangi me darad bahut hai magar itana nahi ki jiya na jaye, bewafai ki hai us bewafane magar itni nahi ki mohabat ki na jaye.....9730174578
|
Submitted By
umesh pusande From
digras (
9730174578 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Kbi Himat To Kbi Hosle Se Haar Gay!
Hum Bad Naseeb They Jo Hr Kisi Se Haar Gay!
Ajib Khel Ka Medan He Ye Mohabbat B!
K Jisko Jeet Chukey They Usi Se Haar Gay!
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Hairat say saary lafz usay dekhty rahy, baaton main apni baat wo kesy badal gya, shayad wafa k khayal sy ukta gya tha wo, manzil k pas aa k jo rasta Badal gya,
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Hm Ne Manga Tha SAATH Un Ka...."
Pr Wo JUDAI Ka GHAM De Gaye...."
Hum YAADON K SAHARE B JEE Letey...."
Par Wo BHOOL Jaaney Ki QASAM De Gaye.
|
Submitted By
Rizwan jani From
Shikarpur (
03337285900 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
rait ki dunya hai
wafa ke talash na kar
badltey rahtay hain log yahan mosam ki tarha
|
Submitted By
imran hameed From
layyah (
03136722288 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Teri Judai Mai Dil Beqarar Na Karon,
Tu Hukam Day to Tera Intzar Na Karon.
Bewafai Karni he To is Qader Kar,
K Tere Baad Kisi Pe Aitbar Na Karon.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Mat Zikar Kijye Meri Adaa K Baaray Mai, Main Buhat Kuch Janta Hoon Wafa K Baaray Mai,
Suna Hai Woh Bhi Mohabbat Ka Shoq Rakhte Hain, Jo Jante Hi Nahi Wafa K Baaray Mai.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Humare Muskurane ki Wajah Tum Ho,
Hamare Zindagi ka Matlab Tum Ho,
Agar Chor Diya Saath Hamara To Samajh Lena
K Hamari Maut ki Waja Bhi Tum Ho.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila Hum ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila Apni to Ban Gai Tamasha Zindagi. Har koi Apny Maqsad ka Talabgar Mila.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Tere Chokhat Say Sar Uthaon Tu Bewafa Kehna
Tere Siwa Kisi Or Ko Chahon Tu Bewafa Kehna
Meri Wafaon Pe Shak Hai To Khanjar Utha Lena
Shoq Say Mar Na Jaon Tu Bewafa Kehna!!
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|