|
|
|
Jisne bana dia her ghar ko gulistan.../
Chala jaega kuch dino ma ye mehman...//
Tohfe ma dey jaraha hay ye 'EID' sabko...!
(Alvida ! Alvida)
mah-e -ramzan.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Salam Bhai jan kese ho ? Aj na msg na mis cal han ...
Acha acha ramzan agaya hai ap tou qaid hogae ho !!
sory eid me bt krte hain ok.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Hadees-E-Pak
"Khana Kha Ke Shukar Ada Karne Wale Ka Darja,
Sabar Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai."
(Tirmizi, Hadees: 2021)
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Ya Rab Is Soe Hoe Insan Ko Jaga De, Bistar Hai Is Ka Narm Tu Pathar Ka Bana De, Khatmalon Or Macharon Ki Duty Is Par Laga De, Jis Ki Hawa Se Wo Madhosh Hai Us Pankhay Ko Tu Jala De, Or Kuch Nahi To Bas Esay Aek Saza De, Khowab Mai Esay Koi Is K Jesa Bhoot Dikha De.. Sehri Mubarak..:-D
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Chand Raat
Chand Raat Darasal Allah Ta,Ala Ki
Taraf Say Un Roza Daroon K Ley Inaam Hai,
Jinhoon Na Gunahoon Say Bachtay
Hoey Quran Suna Aur Qayam Kia
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Raat Ko Naya Chand Mubarak, Chand Ko Chandni Mubarak, Falak Ko Sitare Mubarak. Sitaroon Ko Bulandi Mubarak. Aur Aap Ko Hamari Taraf Se:- RAMADAN MUBARAK
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Hazrat Mohammad (S.A.W) Ne Farmaya:
Allah Taalah Farmatay Hain,
"Aulaad-E-Aadam Ka Har Amal 10 Guna Bharta Hai Siwaye Roze Ke,
Roza Mere Liye Hai Aur Main He Roze Ki Jaza Doon Ga."
(BUKHARI SHARIF)
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
YA ALLAH..
Iss Ba-Barkat Raat Main Ham Ko Woh Tamam Naematain
Atta Farma Jo NABI PAK (S.A.W) Ne Maangi Hain.
Aur Un Tamam Fitnoun/Museebatoun Se Mehfooz Farma,
Jin Se Hazoor-E-Pak (S.A.W) Ne Panah Maangi Hai.
( A A M E E N )
^~^ "SHAB-E-QADAR MUBARAK" ^~^
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Mafhoom-E-Hadees:
"Rozadaar Ka Sona Ibadat Aur Us Ki Khamoshi Tasbeeh Karna
Aur Us Ki Dua Qabool Aur Us Ka Ammal Maqbool Hota Hai."
(Ref: Shob-ul-Eeman)
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Aaj sey 3 4 Nahi 6 7 8 Bhi Nahi 15 20 21 Bhi Nahi Balky Pore 99 Din baad Ramzan KARIM Hay I think i'm 1st 1 who is wishing U
"Ramzan Mubarak"
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|