|
|
|
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,
Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
kisi ki khatir mohabbat ki inteha kardo, par itna bhi nahi ki us ko khuda kardo, mat chaho kisi ko tut kar itna bhi, ki apni hi wafaon se us ko bewafa kardo
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Ek teri yaadon ke siwa aur koi sahara nahin Tujhey bhool ke zinda rahoon dil ko yeh gawara nahi Ya khuda teri ibadat mein dil lagawoon kaisey Yeh jaan bhi unki hai, dil bhi ab hamara nahi Gunah humsey ho sar zad to khuda maaf karey Qatha ho ishq mein is ka koi kaffara nahi Loon kiska naam, kisney ujaada hai mujhey Wafawon ney jaan baqshi hai, jafawon ne maara nahi Meri udaasiyon mein khudaayi bhi hai shaamil Chaand bhi na nikla, aasmaan pe koi taara nahi Doobey hain ghumon mein tho raaz yeh paaya Yeh woh samundar hai ilyas jiska koi kinaara nahi
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Gulon ke beech tera chehra bada suhaana lagey Chaandni raath mein chaand bhi ab puraana lagey Shabnum bani sharaab teri must nigaahi ka hai asar Husn tera hamein maikadey se judaa na lagey Ghar baith ke peeney lagey jo hum teri nigaahon se Soona soona zamaaney ka har maikhana lagey Bijliyon se thi nafrat inhein aadtah aashiyaan jalaney ki woh hans ke bijliyaan dil pe giraayein bhi to buraa na lagey leliye ghum inkey tamaam hamein jo azeez they ki aabaad sada ghumon se dil ka khazaana lagey sambhaali hai khud kashti tofan-e-ghum mein ki na-qudaa bhi ab ilyas ko na-qudaa na lagey
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Well, they do say opposite attracts... So I sincerely 'hope' you meet somebody who is attractive, honest, intelligent, and cuultured.
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Chahton ki dori bhi, Torna hi parti hay Manzilon ki kashti bhi, Morna hi parti hay Bhoolna hi parta hay, Khud say piyaray logon ko Aur dil kay aangan mein, Naqsh un ki tasweerain Kuch haseen lafzon ki, Kuch haseen tehreerain Paaoon jin mein jukrain hon, Kholna hi parti hain Khoobrurat aankhon mein basnay walay khawbon ko Nochna hi parta hay Dil say milta her rishta torna hi parta hay...... kiun keh......
Izzaton say barh ker tou aur kuch nahee hota!!!
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
wo mujh ko jurm-e- mohabat ki yu saza dega k lohe dil se mera naam tak meta dega mujhe ye zid hai k meri ana rahe baqi use ye zagham k akhir mujhe jukha dega me ranjeshon se zamane k har jawaon agar wo aik shaks mera hosala barha dega bajaye dost k tum apne doshmano se milo k ye ammal tu kaiy rangeshey meta dega mere baghar mukamal nahi hai zat us ki ye ighteraf-e- mohabat mujhe rula dega
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Main thak gaya hoon janan kandhon pe daale kab se beetey dinon ki yaden tumhari rah guzar mein gumsum khari hua hoon ik aas si hai dil ko palto ge tum kabhi tou lekin ay mere janan tumse meri taraf tak jitne bhi raaste hain woh badgumanion ke kanton se bharr chuke hain kanton mein meri khatir koi raasta bana lo bass ab mujhe "" Mana lo ...!!
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
Wo Nazar Kahan Se Laon Jo Unhe Bola De, Wo Dawa Kahan Se Laon Jo Dard Mita De, Milna Tu Likha Hota Hai Takdeeron Main, Wo Takdeer Kahan Se Laon Jo Mila De......
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|
|
|
kabi chaho gay tu chahat say bulayengy tumhain, dard-e-dil hota hai kaya,dekhayengy tumhian,, MUHABBAT hoti hai kaya,MUHABBAT kr k dekh lena,,, phir mere pas ana kuch bataengy tumhain,,, kabi na ayeen ankh main ansoo tu aisa krna,,, ik sham meri pas ana bht rulayengy tumhian,,, pochty ho jo zinda rehny ka sabab,,, chalo kisi roz zindagi say milwaengy tumhian,,,
|
Submitted By
Faizan From
Karachi,Pakistan (
03212617637 ) |
|
|
 |
|
|
|
|